Wednesday, May 5, 2010

my unknown world


Kahin to, kahin to
Hogi wo
Duniya jahan tu mere saath hai

Jahan mein jahan tu
Aur jahan bas tere mere zajbaat hain
Hogi jahan saba teri
Palkon ki kirno mein
Lori jahan chaand ki
Sune meri bahon mein

Jaane na kahan wo duniya hai
Jaane na wo hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Itni khafa nahi

Jaane na kahan wo duniya hai
Jaane na wo hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Itni khafa nahi

Saanse kho gayi hai kiski aahon mein
Main kho gayi hoon jaane kiski baahon mein
Manzilon se raahe udti chali
Aur kho gayi hai manzil kahin rahon mein

Kahin to kahin to hai nasha
Teri meri har mulakat mein
Hothon se hothon ko
Choomte o rehte hai hum har baat pe
Kehti hain fiza jahan
Teri zameen aasman
Jahan hai tu meri hasi
Meri khushi meri jaan

Jaane na kahan wo duniya hai
Jaane na wo hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Itni khafa nahi

Jaane na kahan wo duniya hai
Jaane na wo hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Itni khafa nahi

No comments:

Post a Comment